Saturday, 21 December 2013
Friday, 20 December 2013
Azaab sochon Sawaab likhon magar tumhein kya..URdu Poetry, Sad Poetry, Sad Sms, Urdu Sms, Urdu Ghazal, Ghazal Poetry, Mohabbat Poetry,
Ye Mere apne mizaaj par hai
Azaab sochon
Sawaab likhon,
Taweel tar hai safr,, tumhe kya ?
Main jee raha hon magr tumhe kya ?
magr tumhe kya k tum to kab se
Mere iradey ganwa chuke ho
jala k sary haroof apne
Meri dunya bhuja chuke ho,
Main raat orhon k subah pehno'n
Tum apni rasmein utha chuke ho
Suna hai sab kuch bhula chuke ho
Tu ab Mere Dil pe jabr kesa ho?
Ye Dil to hadd se guzr chuka ha
Guzr chuka ha magr tumhe kya,
Khizaa,n ka mosam thehar chuka hai
Thehar chuka hai magr tumhe kya.?
magr tumhe kya k iss khizaan me
Main jis trah k khwab likhon
k ik pal ka hisaab likhon
Azaab sochon
Sawaab likhon
MAGAR TUMHE KYA
Sadiyon se insaan yeh sunta aya hai, Sad Urdu Poetry, Urdu Poetry, Sad Sms, Urdu Sms,URdu Poetry, Sad Poetry, Sad Sms, Urdu Sms, Urdu Ghazal, Ghazal Poetry, Mohabbat Poetry,
Sadiyon se insaan yeh sunta aya hai
Dukh ki dhoop ke agey sukh ka saya hay,
Dukh ki dhoop ke agey sukh ka saya hay,
Hum ko in sasti khushiyon ka bhoj na do
Hum ne soch samajh ke gham apnaya hay,
Hum ne soch samajh ke gham apnaya hay,
Jhoot to kaatil thehra, is ka kya rona
Sach ne bhi insaan ka khoon bahaya hay,
Sach ne bhi insaan ka khoon bahaya hay,
Pedaayesh ke din se maut ki zadd mein hain
Iss maktal mein kon humain le aya hay,
Iss maktal mein kon humain le aya hay,
Awal awal jis dil ne barbaad kiya
Aakhir aakhir woh dil hi kaam aya hay,
Aakhir aakhir woh dil hi kaam aya hay,
Itne din ehsaan kiya deewanon per
Jitne din logon ne sath nibhaya ha
Jitne din logon ne sath nibhaya ha
Muhabbat maar daalegee, Urdo Poetry, Urdu Best Poetry, Mohabbat Poetry,
Tumhein shaayad ye lagtaa hai
Muhabbat khubsurat hai,
Muhabbat khubsurat hai,
Tumhaaraa ghar sanwaaregee
Tumhein yunhi nehaaregee,
Tumhein yunhi nehaaregee,
Tumhein apnaa banaa legee
Tumhein shaayad ye lagtaa hai,
Tumhein shaayad ye lagtaa hai,
Muhabbat RUB ki surat hai
Tumhein dukh se nikaalegee,
Tumhein dukh se nikaalegee,
Tumhaaraa dard samjhegee
Tumhaare gum sambhaalegee,
Tumhaare gum sambhaalegee,
Mujhe malOOm hai itnaa
Muhabbat shabb ki surat hai,
Muhabbat shabb ki surat hai,
UjaalOn kO ye khaa legee
Muhabbat maar deti hai,
Muhabbat maar deti hai,
Bahar Rutt me ujar Rasty, URdu Poetry, Sad Poetry, Sad Sms, Urdu Sms, Urdu Ghazal, Ghazal Poetry, Mohabbat Poetry,
Bahar Rutt me ujar Rasty
Takaa kro gy to Ro paro gy,
Takaa kro gy to Ro paro gy,
Kisi se milny ko jab bhi Mohsin
Sajja karo gy to Ro paro gy,
Sajja karo gy to Ro paro gy,
Tumhare wadon ne yar muj ko
Tabah kiya hy kuch is trha se,
Tabah kiya hy kuch is trha se,
K zindgi me jo phir kisi se
Dagha karo gy to Ro paro gy,
Dagha karo gy to Ro paro gy,
Main janta hon meri muhabbt
Ujar dy gi tumhe bhi aise,
Ujar dy gi tumhe bhi aise,
K chand raton me ab kisi se
Mila kro gy to Ro paro gy,
Mila kro gy to Ro paro gy,
Barasti barish me yad rakhna
Tumhe stayein gi meri ankhen,
Tumhe stayein gi meri ankhen,
Kisi Wali k mazar par jab
Dua karo gy to Ro paro gy.
Dua karo gy to Ro paro gy.
Bohat gumaan tha mausam shanas honey ka, URdu Poetry, Sad Poetry, Sad Sms, Urdu Sms, Urdu Ghazal, Ghazal Poetry, Mohabbat Poetry,
Bohat gumaan tha mausam shanas honey ka
Wohi bahana bana hai udaas honey ka,
Wohi bahana bana hai udaas honey ka,
Badan ko garh liya zakham ke gulabon se
Tu shok pura kar khush libas honey ka,
Tu shok pura kar khush libas honey ka,
Fiza mehkne lage roshni jhalakne lage
To yeh nishan hai tere aas pass honey ka,
To yeh nishan hai tere aas pass honey ka,
Gulon ke beech woh chehra khila, to har titli
Tamasha karne lagi, bad hawas honey ka,
Tamasha karne lagi, bad hawas honey ka,
Usy bhi shok tha bewajah dil dukhaney ka
So hum ne khel rachaya udaas honey ka,
So hum ne khel rachaya udaas honey ka,
Naye safar pe rawana tou hum bhi ho jate
Bas intizar tha mausam ke raas hone ka.
Bas intizar tha mausam ke raas hone ka.
Shehr-e-dil ki galion main, URdu Poetry, Sad Poetry, Sad Sms, Urdu Sms, Urdu Ghazal, Ghazal Poetry, Mohabbat Poetry,
Shehr-e-dil ki galion main
Sham se bataktey hain
Chand key tamanai
Beqarar sudaee
Dil gudaz tareeki
Jaan guzad tanhai
Rooh-O-Jaan ko dasti hey
Rooh-O-Jaan main basti hey
Shehr-e-dil ki galion main
Taak-e-shab Ki beeloun Per
Shabnameen sarshikoun per
Beqarar logoon ney
Beshumar logoon ney
Yaad gar churi hey
Itni baat thuri hey
Sad hazar batein thin
Heela-e-Shika-e-baee
Sooratoun kay zaibai
Kaamatoun ki raanai
In seyaah ratun main
Eik bhi na yaad aei
Jaaa bajaa bhataktey hain
Kis Ki Rah taktey Hein
Chand ke tamanai
Yea nagar kabhi pehley
Is qader na weeraan tha
Kahney waley kahtey hein
Kareeya aa nigaran tha
Khair apney jeeney la
Yea bhi eik samaan tha
Ajj Dil main weraani
Abar ban key girh aei
Ajj dil ko kiya kahiye
Ba wafaa na harjai
Phir bhi loog dewaney
Aa gey hain samjaney
Apni wehshat-e-dil
Apni wehshat-e-dil key
Bun liey Hain afsaney
Khush khyaal dunya ney
Germiyaan tu jati Hain
Yea rutein bhi ati Hain
Jab malool ratun main
Dostoon ki batun main
Jee na chein paey ga
Aur doob jaey ga
Ahatun sey gonjey ge
Shehar-e-dil Ki pehnai
Aur chand ratun main
Chandni key shedaee
Her bahaney niklein gey
Azmaney niklein gey
Arzu ki geraee
Dhondney ko ruswai
Sard sard ratun ko
Zard chand bakhshey ga
Be-hisaaab tanhai
Be hejaab tanhai
Chand kay tamanai
Sham se bataktey hain
Chand key tamanai
Beqarar sudaee
Dil gudaz tareeki
Jaan guzad tanhai
Rooh-O-Jaan ko dasti hey
Rooh-O-Jaan main basti hey
Shehr-e-dil ki galion main
Taak-e-shab Ki beeloun Per
Shabnameen sarshikoun per
Beqarar logoon ney
Beshumar logoon ney
Yaad gar churi hey
Itni baat thuri hey
Sad hazar batein thin
Heela-e-Shika-e-baee
Sooratoun kay zaibai
Kaamatoun ki raanai
In seyaah ratun main
Eik bhi na yaad aei
Jaaa bajaa bhataktey hain
Kis Ki Rah taktey Hein
Chand ke tamanai
Yea nagar kabhi pehley
Is qader na weeraan tha
Kahney waley kahtey hein
Kareeya aa nigaran tha
Khair apney jeeney la
Yea bhi eik samaan tha
Ajj Dil main weraani
Abar ban key girh aei
Ajj dil ko kiya kahiye
Ba wafaa na harjai
Phir bhi loog dewaney
Aa gey hain samjaney
Apni wehshat-e-dil
Apni wehshat-e-dil key
Bun liey Hain afsaney
Khush khyaal dunya ney
Germiyaan tu jati Hain
Yea rutein bhi ati Hain
Jab malool ratun main
Dostoon ki batun main
Jee na chein paey ga
Aur doob jaey ga
Ahatun sey gonjey ge
Shehar-e-dil Ki pehnai
Aur chand ratun main
Chandni key shedaee
Her bahaney niklein gey
Azmaney niklein gey
Arzu ki geraee
Dhondney ko ruswai
Sard sard ratun ko
Zard chand bakhshey ga
Be-hisaaab tanhai
Be hejaab tanhai
Chand kay tamanai
Hatheli Samny Rakhna, URdu Poetry, Sad Poetry, Sad Sms, Urdu Sms, Urdu Ghazal, Ghazal Poetry, Mohabbat Poetry,
Hatheli Samny Rakhna
K Sab Aansoo Giren Us Me,
K Sab Aansoo Giren Us Me,
Jo Ruk Jaye Ga Honto'n Par
Samajh Jana K Wo Hon Main,
Samajh Jana K Wo Hon Main,
Kabhi Jo Chaand Ko Dekho
Tou Tum Yun Muskura Dena,
Tou Tum Yun Muskura Dena,
Jo Chal Jaye Hawa Thandi
Tou Aankhe'n Band Kar Lena,
Tou Aankhe'n Band Kar Lena,
Jo Jhonka Taiz Ho Sab Se
Samajh Jana K Wo Hoon Main,
Samajh Jana K Wo Hoon Main,
Jo Zyada Yaad Aa0n Main
Tou Tum Ro Lena Jii Bhar K,
Tou Tum Ro Lena Jii Bhar K,
Agar Hichki Koi Aaye
Samajh Jana K Wo H0n Main,
Samajh Jana K Wo H0n Main,
Agar Tum Bhoolna Chaho
Mujhey Shayad Bhula Do Tum,
Mujhey Shayad Bhula Do Tum,
Magar Jab Saans Lena Tum
Samajh Jana K Wo Hon Main.
Samajh Jana K Wo Hon Main.
Do pal ke haseen khwaab, URdu Poetry, Sad Poetry, Sad Sms, Urdu Sms, Urdu Ghazal, Ghazal Poetry, Mohabbat Poetry,
Do pal ke haseen khwaab
Do dil ke fasane,
Yaad aate hain ab bhi
Woh guzre zamane,
Saanson ki mehak unki
Mohabbat se kahi hr baat,
Mashook bari zalim thi
Bari qaatil hai unki yaad,
Bhoole bichare woh waade
Kache dhaagon si woh kasmein,
Do pal ke the saare
Na Hue kabhi woh apne,
Yaad aate hain ab bhi
Woh guzre zamane,
Do pal ke haseen khwab
Do dil ke fasaane.
College ke gate se, class tak hain larkiyan, URdu Poetry, Sad Poetry, Sad Sms, Urdu Sms, Urdu Ghazal, Ghazal Poetry, Mohabbat Poetry,
College ke gate se, class tak hain larkiyan,
Ye larkiyon ka college, ye college ki larkiyan
Ye larkiyon ka college, ye college ki larkiyan
Mana ke ye haseen hain
Mana ke ye zaheen hain
Hai larka agar aik to
Sath larkiyan bhi teen hain
Jebon men larkon ki ab hone lagi hain karkiyan,
Mana ke ye zaheen hain
Hai larka agar aik to
Sath larkiyan bhi teen hain
Jebon men larkon ki ab hone lagi hain karkiyan,
Ye larkiyon ka college, ye college ki larkiyan
Uthna subha bahana hai
Tayyar ho ke aana hai
In sab ka yahi khawab hai
Shakira ko harana hai
Paison se ye kitabon ke, letin hain apni baliyan,
Tayyar ho ke aana hai
In sab ka yahi khawab hai
Shakira ko harana hai
Paison se ye kitabon ke, letin hain apni baliyan,
Ye larkiyon ka college, ye college ki larkiyan
Kashmir ki kali bhi hai
Afriqa ki jali bhi hai
Lakhon men Maghroor to
Un me koi bhali bhi hai
Guzre gali se bazar to, khule gharon ki khirkiyan,
Afriqa ki jali bhi hai
Lakhon men Maghroor to
Un me koi bhali bhi hai
Guzre gali se bazar to, khule gharon ki khirkiyan,
Ye larkiyon ka college, ye college ki larkiyan
Apna group bana liya
Har larke ko phansa liya
Jo kuch tha in dimaghon men
Sab larkiyon ne kha liya
Kaise position laayen ham, jaadu karen ye larkiyan,
Har larke ko phansa liya
Jo kuch tha in dimaghon men
Sab larkiyon ne kha liya
Kaise position laayen ham, jaadu karen ye larkiyan,
Ye larkiyon ka college, ye college ki larkiyan
Hazaron aik hi naam ki
Nahin hai koi kaam ki
Rakhne pare hain naam ab
Rumana A, Rumana B, Rumana c
Ghar aaayen in ke phone to, sunati amma jharkiyan,
Nahin hai koi kaam ki
Rakhne pare hain naam ab
Rumana A, Rumana B, Rumana c
Ghar aaayen in ke phone to, sunati amma jharkiyan,
Ye larkiyon ka college, ye college ki larkiyan
Parhai men bhi aage hain
Larai men bhi aage hain
Larke kaise aage barhen
Das larkiyan jo aage hain
Larkon ki har larai ka sabab hain yehi larkiyan,
Larai men bhi aage hain
Larke kaise aage barhen
Das larkiyan jo aage hain
Larkon ki har larai ka sabab hain yehi larkiyan,
Ye larkiyon ka college, ye college ki larkiyan
Khudaya ham ko ma'af kar
Zahnon ko inke saaf kar
Na dikhen ham to kya karen
Ab tu hi kuch insaf kar
Dozakh men ham larkon ko, ab pahunchaengi ye Larkiyan,
Zahnon ko inke saaf kar
Na dikhen ham to kya karen
Ab tu hi kuch insaf kar
Dozakh men ham larkon ko, ab pahunchaengi ye Larkiyan,
Ye larkiyon ka college, ye college ki larkiyan
Saarey waadon ko bhula sakti hun, URdu Poetry, Sad Poetry, Sad Sms, Urdu Sms, Urdu Ghazal, Ghazal Poetry, Mohabbat Poetry,
Saarey waadon ko bhula sakti hun
Lekin rehne do,
Lekin rehne do,
Main tumhein chor k ja sakti hun
Lekin rehne do,
Lekin rehne do,
Tum jo har morr pe keh daitey ho khuda hafiz
Faisla mein bhi suna sakti hun
Lekin rehne do,
Faisla mein bhi suna sakti hun
Lekin rehne do,
Tum ne jo baat ki dil ko dukhaney wali
Us per main muskura b sakti hun
Lekin rehne do,
Us per main muskura b sakti hun
Lekin rehne do,
Sharam aaye gi tumhein
Warna tumharey waaday
Main tumhein yaad dila sakti hun,
Lekin rehne do.
Pyar main uss k kahin toot na jaon, URdu Poetry, Sad Poetry, Sad Sms, Urdu Sms, Urdu Ghazal, Ghazal Poetry, Mohabbat Poetry,
Pyar main uss k kahin toot na jaon
Yaad main uss ki kahin kho na jaon,
Yaad main uss ki kahin kho na jaon,
Uss k honton k ttil se ,darta hai dil
Beikhtiyari se kahin choom na jaon,
Beikhtiyari se kahin choom na jaon,
Kabhi na dekh payi nazer bher k usse
Nighahon ki gehrai main kahin doob na jaon,
Nighahon ki gehrai main kahin doob na jaon,
Bahon main uss ki guzre zindagi apni
Iss hasrat k sath farah kahin mer na jaon.
Iss hasrat k sath farah kahin mer na jaon.
Subscribe to:
Posts (Atom)