Chicks These Days are CRAZY

Saturday, 4 January 2014

Kitabon ke warkon ko palat kar sochta hon, you palat jaye zindgi to kiya baat hai, best Urdu Ghazal, Urdu Ghazal, Urdu Ghazal Sms, Urdu Image Poetry,


Kitabon ke warkon ko palat kar sochta hon
you palat jaye zindgi to kiya baat hai
 
 Khwabon mein roz milta hai jo
 Haqiqat mein Aa jaye to kiya baat hai
 
 Kuch log matlab k liye dhondty hein mujhy
 Bina matlab koi Aaye to kiya baat hai
 
 Qatal kar ke to sub le jayein gey dil mera
 Koi baton se ley jaye to kiya baat hai
 
 jab tak zinda hon tab tak to khushi don ga sub ko
 Meri mout se bhi ager kisi ko khushi mil jaye to kiya baat hai.

No comments:

Post a Comment